Bin teray ab mera guzara nahi
khud ko ab tak manay sanwara nahi
bhatak rha ho esay saahil par
dor dor tak jis ka koi kenara nahi
koi neshan koi basti koi esi manzil nahi
jhan manay tujh ko sanam pukara nahi
...... laout kar aaja ab to nazia......
meri thaar chanay wala dunia mai koi dusra nahi
mat bhatak dard-e-dil is kadar sherhaoo mein
jis dil ko chaha woh dil ab tumhara nahi